Talk of the Town :
Home » » Kuch Bhi Na Socho from movie Bombay

Kuch Bhi Na Socho from movie Bombay

Written By admin on Wednesday, 18 January 2012 | 07:00


Kuch Bhi Na Socho Song Lyrics

--FEMALE--
Kuch bhi na socho, khush hoke bolo
Gulla gulla, halla gulla
Aane waala aayega, roke na ruk paayega
Gulla gulla, halla gulla
Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana

--CHILDREN--
Gulla gulla, halla gulla

--FEMALE--
Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana

--CHILDREN--
Gulla gulla, halla gulla

--FEMALE--
Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana

--CHILDREN--
Gulla gulla, halla gulla

--FEMALE--
Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana

--CHILDREN--
Gulla gulla, halla gulla

--FEMALE--
Kal ka kyoon soche bhala hum
Aa aaj mein hi chalo jee le zara hum
Upar waala jab ek hai sab ka
Ek hoke phir yeh gaa le zara hum

--CHILDREN--
Gulla gulla, halla gulla - 2

--FEMALE--
Jeena uska jeena jo jeene bhi de
Aaye hai duniya mein to iska maza bhi le le

--MALE--
Jeena uska jeena jo jeene bhi de
Aaye hai duniya mein to iska maza bhi le le
Deewaar ho dilon mein to aao hum giraaye
Apne khuda ko chalo pyaar se hum tum manaaye

--FEMALE--
Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana

--CHILDREN--
Gulla gulla, halla gulla

--FEMALE--
Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana
Kal ka kyoon soche bhala hum
Aa aaj mein hi chalo jee le zara hum
Upar waala jab ek hai sab ka
Ek hoke phir yeh gaa le zara hum

--CHILDREN--
Gulla gulla - 2

--ALL--
Chaahe kuch bhi ho, sab aao muskuraaye
Dil mein umange ho aur masti mein hum naache gaaye

--FEMALE--
Dil mein umange ho aur masti mein hum naache gaaye

--MALE--
Haathon ko milaake aasmaan ko chhoo le
Apne armaanon ko chaand taaron se sajaaye

--FEMALE--
Gulla gulla, halla gulla - 4

--ALL--
Jeena uska jeena jo jeene bhi de
Deewaar ho dilon mein to aao hum giraaye
Chaahe kuch bhi ho, sab aao muskuraaye
Haathon ko milaake aasmaan ko chhoo le
(Dil hua hai deewana, jhoom utha hai mastaana
Jaane kya kya kar jaana, kaisi dhoom macha jaana) - 2
Share this article :

0 comments:

Speak up your mind

Tell us what you're thinking... !

 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Proudly powered by Blogger|2012 Templates
Copyright © 2011. latest Updates Bollywood|Hollywood|Kollywood|Tollywood - All Rights Reserved