Talk of the Town :
Home » » Assalaam Vaalekum Song Lyrics

Assalaam Vaalekum Song Lyrics

Written By admin on Tuesday, 1 May 2012 | 11:38


–MALE–
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam – 4
har insaan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyaar kiya hai
maine, aap sabne, toh usi pyaar ke naam zindagi kurbaan
[mohatarama
(jab aaye saamne najro ke tum (mohatarama)
honsho hawaas mere ho jaaye gum) - 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam - 4] – 2
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam
teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil ye badhaati hai
betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai
awaara armaano ki manzil tum, deewaane lamho ki ho mehfil tum – 2
(mere jasbaat mein tum ho rawa (mohatarama)
tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (mohatarama)) – 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam – 2
yaadon ki tanhaayi mein, jajbo ki gehraayi mein
ehsaason ki sargarmi hai, tere khaabon ki parchaayi mein
dard-e-mohabbbat ka hai yeh jaadoo, betaabiyaan hai meri bekaabu – 2
(tumse deewaangi ka hai nasha (mohatarama)
pehele deedar se mein hoon fida (mohatarama)) – 2
duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalaam vaalekum, vaalekum assalaam – 2
mohatarama….
Share this article :

0 comments:

Speak up your mind

Tell us what you're thinking... !

 
Support : Creating Website | Johny Template | Mas Template
Proudly powered by Blogger|2012 Templates
Copyright © 2011. latest Updates Bollywood|Hollywood|Kollywood|Tollywood - All Rights Reserved