--FEMALE-- Aa aa, aa aa aa aa, aa aa Har taraf har jaga har kahin pe hai, haan usi ka noor - 3 Haan usi ka noor Raushni ka koi dariya to hai, haan kahin pe zaroor - 2 --MALE-- Raushni ka koi dariya to hai, haan kahin pe zaroor Aah --FEMALE-- Aah --MALE-- Aah --FEMALE-- Aah --MALE-- Aah aah --FEMALE-- Yeh aasmaan yeh zameen, chaand aur suraj Kya bana saka hai kabhi koi bhi qudrat - 2 Koi to hai jiske aage hai aadmi majboor --MALE-- Koi to hai jiske aage hai aadmi majboor --FEMALE-- Har taraf har jaga har kahin pe hai, haan usi ka noor Insaan jab koi hai raah se bhatka Kisne dikha diya usko sahi rasta - 2 Koi to hai jo karta hai mushkil hamaari door --MALE-- Koi to hai jo karta hai mushkil hamaari door --FEMALE-- Har taraf har jaga har kahin pe hai, haan usi ka noor Raushni ka koi dariya to hai, haan kahin pe zaroor Aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa
Home »
» Har Taraf Song Lyrics from movie Saaya


0 comments:
Speak up your mind
Tell us what you're thinking... !